Wednesday 26 April 2023

sarkari karmachari ki sevakal me death hone par anukampa niyukti

Dosto namaskar, sarkari karmachari ki sevakal ke doran death hone par sarkar karmchari ke patni ya bachcho ko anukampa niyukti deti hai. is sambandh me sarkar samay samay par aadesh jari karti hai. jis anusar niymo me parivartan kiya jata hai. yaha par ham ese hi sarkari aadesh ki copy uplabdh kara rahe hai. 

sarkari karmachari ki sevakal me death hone par anukampa niyukti 

Circular No. C 3-12/2013/1/3 Date 29 September 2014 PDF 

Circular 2014 - Download Link

 

Circular No. C 3-6/2021/1/3 Date 1 February 2023 PDF 

Circular 2023 - Download Link

 

Circular No. C 3-12/2013/1/3 Date 27 March 2023 PDF 

Circular 2023 - Download Link

 



Tuesday 25 April 2023

gpf interest rate 2022-23 pdf free download

Dosto namskar, yadi aap gpf calculation karna chahte hai. Lekin aapko ye nahi pata hai ki is saal gpf par byaj dar kya hai. To aap pareshan na hove. Aap sabhi jagah aaye hai. Is blog me aapko gpf (general provident fund) ki byad dar ke jankari milegi. Jiske aadhar par aap gpf calculation kar sakte ho. Niche di gai link se aap fy 2022-23 ke sabhi tremasik intrest rate ke circulars and orders download kar sakte ho.

GPF intrest rate for the financial year 2022-23 (Madhya Pradesh)


1st Quarter - April 2022 to Jun 2022                       Download Link

2nd Quarter - July 2022 to September 2022            Download Link

3rd  Quarter - October 2022 to December 202        Download Link

4th  Quarter - January 2023 to March 2023            Download Link

Monday 24 April 2023

MP School Holiday for 2023-24

Dosto namaskar, sare schoolo me garmiyo ki chuttiya start ho gai hai. lekin vo chuttiya kab se kab tak hai ye janane ke liye aap shasan ka aadesh search kar rahe hai lekin aapko kahi nahi mil raha hai. to aap sahi jagah aaye hai. is post me ham apko madhya pradesh ke school ki varsh 2023-23 ki chuttiyo ka aadesh uplabdh kara rahe hai. post me di gai link par click karke aap circular aadesh download kar sakte ho.

Madhya Pradesh School Holiday list for 2023-23

Order no - F 44-4/2019/20-2 Date - 12/04/2023

Download Circular - Madhya Pradesh School Holiday list for 2023-23

Professional tax circular in mp

Dosto namaskar, sarkar ki income janta par tax vasul karke hoti hai. tax kai prakar ke hote hai. jase income tax, gst, sell tax, professional tax aadi. kendra sarkar vetanbhogi karmchariyo se income tax lagakr revenue generate karti hai. esi prakar rajya sarkar bhi unke adhinasth employee par profession tax lagakar revenue generate karti hai. iski calculation financial year me prapt income par hoti hai. financial year 1 April se 31 March hota hai.   

Professional Tax for employee of madhya pradesh.

1.        0              to     225000              -       Nil

2.        225001    to    300000               -       1500/-  

3.        300001    to    400000               -       2000/-

4.        400001    to  above                   -        2500/-

 

Government Circular for Professiona tax - Click Here 

One time exam fee for karmachari chayan mandal (VYAPAM)

Madhya Pradesh Karmachari Chayan mandal One Time Exam Fee Circular. ab vyapam ki vacancy me aavedan karne ke liye aapko bar bar fees nahi jama karna hogi. ab se sirf ek bar mp online par registration karna hai. uske bad chahe kitne bhi bar sarkari job me apply kar sakte hai.

Circular order number - F 12-5/2023/1         Date - 20/04/2023

Madhya Pradesh Karmachari Chayan mandal One Time Exam Fee Circular


sarkari karmachari ki sevakal me death hone par anukampa niyukti

Dosto namaskar, sarkari karmachari ki sevakal ke doran death hone par sarkar karmchari ke patni ya bachcho ko anukampa niyukti deti hai. is ...